Ek Number Se 2 Facebook Account ko Open karne Par Purani ID kaise Login Kare
Hello Friends, Ye Post Facebook ke New Users ke liye hai jinhone Facebook abhi abhi use karna siru kiya hai ya unko facebook ki jada jankari nahi hai..
- hamne apne Mobile Number se apni facebook ID banai, fir ussi number se dusri facebook ID banali.. par ab ham jab ID or Password dalte hai to New ID open hoti hai par Purani ID kaise open kare..
Is Problem ka Solution jane uske phele ham jan lete hai facebook account banta kaise hai, or hamari kis galti ki baja se ye dikkat aati hai..
Facebook par account banane ke liye hame EMail ID Chaiye ya fir Mobile Number.
Ab bhut log Mobile number se apna account bana lete hai facebook par.. to ab jab bhi unko account open karna hai to wo apna mobile number or password daal kar apni ID open kar lete hai..
Ab Problem ye ho jati hai ki ussi mobile number se ek dusri ID banane par jo purani ID me number add hota hai wo remove ho jata hai, q ki ek hi number 2 id me add nahi kar sakte.. fir ham jab apna mobile number dalte hai or password dalte hai to purani ID nahi khulti q ki usme se wo number remove ho chuka hai or new banai gai ID hi open hoti hai..
is Problem se nipatne ke 2 tarike hai –
- Apni ID ki username or password daal kar ID open kare
- Apni ID me EMail ID bhi add karke rakhe.. (ye problem aane ke phele ka solution hai)
1 Number se 2 Facebook ID – Purani ID kaise open kare ~~~ Agar aapne ek Mobile number se koi Facebook ID banai or galti se ussi number se dusri ID banadi hai to jo phele fb ID hai usme se aapka number remove ho jayega.. Ab agar aap apna Mobile number or password dalege account ko open karne ke liye to aapka jo new facebook account hai sirf wo open hoga to ab purane account ko kaise open kare.. chaliye uski process jaan lete hai..
Step 1: Sabse phele aap apni purani Account ki Profile ko kisi bhi Browser me open kare (Login ki jarurat nahi hai)..Step 2: Ab Browser ka jo address bar hai usme aapki profile ki link hogi.. kuch is Prakar –jo aapki profile ki link hai wo 2 trha ki ho sakti hai –- Agar username set kiya hai to kuch sabd rahege username me
- https://www.facebook.com/R.N.Mewada
- Agar username set nahi kiya hai to kuch number ka username rahega.
- https://www.facebook.com/profile.php?id=100001348796048
jo ye example profile link hai isme jo username hai wo 100001348796048 or R.N.Mewada hai. inko copy karleStep 3: ab karna ye hai ki apna username or us id ka password dalna hai, ID ko open karne ke liye.. fir ID open ho jayegi.Account open hone ke baad sabse phele Apna EMail Address or Mobile Number add kare account me.EMail ID kaise add kare Facebook account me
Step 1: Apne Facebook me login karke setting >> General >> Email par jaye. Image me dekhe kaha kaise jana hai ya fir .Step 2: ab Add another email address or mobile ki link par click karejo popup khulega usme apna email ID dale fir Add ki button par click kare..Step 3: ab Aapke Email Account par ek mail aayega facebook se.. usme jo link hai uspar click karke conform jarur karna hai..Is trah Email ID add kar sakte hai Facebook account me.. ab agar aap number remove bhi kar dete hai fir bhi aap login kar sakte hai apne facebook account me apni email id or password ki madad se.Agar aapko fir bhi kahi koi dikkat aa rahi hai to aap comment karke bata sakte hai, or aapko agar is jankari se help mili ho to Thanks khana na bhule - Agar username set kiya hai to kuch sabd rahege username me
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteU did a nice job Shiva.
ReplyDelete