Posts

Showing posts from 2015

Facebook Page me Auto Reply kaise Chalu kare

Image
Facebook Page Messaging Enable kare Facebook Account me login karke Facebook Page ko open kare.. Fir setting me ja kar Messaging chalu kare.. Image me dekhe kaise.. Settings  par click kare. General  ke section me jaye. Messages  ke option ko edit kare, fir Allow Message kat  tik  kare. Tik karne ke baad  Save Changes  ki button par click kare. Is setting ko Chalu karne ke baad koi bhi aapke page par aapko Message send kar sakta hai, is prakar aap unse ek direct sampark bana sakte ho or unki help kar sakte ho.Ab agar aapke Page par aapko koi message karta hai to aap uske message ka reply kar sakte ho, par aap hamesa to online rha nahi sakte.. To uska Badiya Solution hai ki ham ek Automatic Reply set karde.. usse hoga ye ki jab bhi koi hame facebook par message karega to uske pass hamara automatic message chala jayega. Facebook Page Auto Reply kaise karte hai Sabse Phele apne Facebook account me login karke Apne Facebook page pa...

10 Tarike Mobile Ko Hang Hone Se Rokene ke

Image
aapke liye ek best news he kyuki ye post aapke liye bahot kaam aane wali he muje laga mere bahot se friends phone karke bolte he ki mobile hang ho rahahe kuch kardo ab unko bolta hu ki yaha baithe me aapke mobile ko kese thik karu aap hi batao isliye me ye post update kar rahahu ki yahape wo dekhle unko link yaha se hi me link bhej dunga. Main point pe hum jaate he to pehle to hamara android mobile hona chahiye kyuki mera exprience sirf android ka hi he or jyada tar log android hi use kar rahe he. Mobile Hang hone ke Karan or unke Upai Tip 1 : aapke mobile me jo bhi anti virus or jo cleaning ke apps installed he unhe pehle hi uninstall karde kyuki mera jab tak ka exprience he tab tak ka mene kitne ke mobile ese hi thik kiye he. Tip 2 : ab aapke mobile me to n jaane bahot se apps honge ab aap ko jitne kam kaam aate he unko bhi saath me uninstall karde kyuki ki ye apps aapke liye khatarnaakh ban sakte he kyuki unke dhire dhire data stora...

Ek Number Se 2 Facebook Account ko Open karne Par Purani ID kaise Login Kare

Image
Hello Friends, Ye Post Facebook ke New Users ke liye hai jinhone Facebook abhi abhi use karna siru kiya hai ya unko facebook ki jada jankari nahi hai..     hamne apne Mobile Number se apni facebook ID banai, fir ussi number se dusri facebook ID banali.. par ab ham jab ID or Password dalte hai to New ID open hoti hai par Purani ID kaise open kare .. Is Problem ka Solution jane uske phele ham jan lete hai facebook account banta kaise hai, or hamari kis galti ki baja se ye dikkat aati hai.. Facebook par account banane  ke liye hame  EMail ID  Chaiye ya fir Mobile Number. Ab bhut log Mobile number se apna account bana lete hai facebook par.. to ab jab bhi unko account open karna hai to wo apna mobile number or password daal kar apni ID open kar lete hai.. Ab Problem ye ho jati hai ki ussi mobile number se ek dusri ID banane par jo purani ID me number add hota hai wo remove ho jata hai, q ki ek hi number 2 id me add nahi kar sakte.. fir ham jab apna...